Kyun pyar us par hee aata hai,
Jo mil kar bhi naa mil pata hai.
Kaise yeh use batayein hum,
Tujh bin reh na paayein hum.
Jo mil kar bhi naa mil pata hai.
Kaise yeh use batayein hum,
Tujh bin reh na paayein hum.
Kyun baar baar woh satata hai,
Khwabon main aakar rulata hai,
Bhulanaa us ko chahein hum,
Par kis tarah bhulaayein hum?
Woh mann main har dum rahta hai,
Dhadkan ki tarah dhadakta hai.
Hain isi Ehsaas se zindaa hum,
ek-duje ke dil- o- jaan hain hum.
No comments:
Post a Comment